Sunday, July 31, 2011

1

ZARURI MASLA:
Aurato ko unchi eydee(high heel shoes) joothey pahenna munasib nahi hai.aur science me bi iske bahot nuqsanaat bataye gaye hai.

Friday, January 21, 2011

Aap S.A.W Ne Farmaya:
"Tum Maut Ko Yaad Rakho,
Apne Marne Ka Khayal Rakhne Se Duniya Ki Sab Lazzaten Chuth Jati Hai"
[Bage Jannat,Safa:494]

Jamal e Mohammad(S.A.W.)


Ki Muhammad (SAW) Say Wafa Tu Nay To Hum Teray Hain...Yeh Jahan Cheez Hai Kya Loh-o-Qalam Teray Hain...!!! 

Muhammad (SAW) Ka Dar Chor Kar Janay Walo Tumhain Aik Din Lot Kar Aana Pharay Ga... 

Zameen main zamaan main Makeen La Makkan Main Jamal-e-Muhammad (SAW) ki Jalwa gari hai

Makeen Main Makkan Main Chuni Main Chunna Main Hami Main Hamman Main ZIa Main Jala Main 
Hala Main Samaan main Salam-e-Ala Main Makkan La Makkan Main Jamal-e-Muhammad (SAW) Ki Jalwa Gari hai. 

Chaman main kali main hafi main jali main Nabi main wali main Umer main Ali Haram Ki kali main Jahan main janaa main Jamal-e-Muhammad (SAW) ki jalwa gari hai. 
Karam main Sharaf main haram main najaf main dame la tuhaf main aayaan main nihaan main Jamal-e-Muhammad (SAW) ki jalwa gari hai. 

Adda main nawa main raza main wafa main. jahan main baqa main aata main jaza mani sakha main Hata main Karan be karan main Jamal-e-Muhammad (SAW) ki jalwa gari hai. 

Raza-e-Wali hai Muhammad (SAW) Raza-e-Muhammad (SAW) Raza-e-Khuda Hai. Ager Chahtay ho Raza tum Khuda ki to Waliyon ki Chokhat pay aana pharay ga. 

Aray Misl-o-Kum Misl-o-Kum kehnay walo. Abu jehl Bhi Insaan tha sadeeq bhi insaan thay. Wo kufar sarapa tha yeh paik-re-Imaan thay. bhi Muslmaan thay Shohda bhi muslmaan thay. Kuch farq bhi tha na in main kya sub he yaksaan thay. Kya soch kar kehtay ho Insaan Muhammad (SAW) hai. Aray Misl-o-Kum kehnay walo. Kisi ka bulan aisa rutba nahi hai. Pohnchay wo sar-e-arsh to awaz yeh aaee Halwat main chalay aaiye Mehboob hamaray. Meraaj key shub aur wo kosain ka manzar. Betaab wo matloob thay aapas main ishaaray. Kuch bhi na raha Farq Muhammad (SAW) main Ahad main. jis waqt hooway jazb nazaron main nazaray. Aey shams-o-Qamar roshan anwar-e-Muhammad (SAW). Taron main jalakti hai tanveer Muhammad (SAW) key. Aisa Rutba nahi hai. 

Muhammad (SAW) kay rutbay say tum baykhabar ho. Ager poochna ho to poocho Khuda say. Wo Ham sa ager hai to samjha do itna K kyon khaak per pharta saaya nahi hai. Baray-e-Deed haq koee kahin Koee kahin pohnchay. Maseeha shoq charkh-e-Duharam k taree pohnchay. Bari mushkil say had-e-Sidra tak Rooh-ul-ameen Pohnchay. Jahan koee nahi pohnchay Rehmat-ul-Alameen Pohnchay. Aisa Rutba nahi hai. 

Chiryon Ka sun k chehchay phir aadmi kyon chup. Lazim hai us ko yeh kahay.....Salu Aleh-e-Wa Alle hi....Aisa Rutba nahi 

Subhan Allah Ma ajmala ka Ma Akmala ka Ma Ahsaana Ka...Kithay Mehr-e-Ali Kithay Teri Sana Mushtaq Akhiyan Ja Ariyan 

Qamriyan Uthnay lagi dhoor say wo aa pohncha. Gardnain Juknay lagi sajda ki haatir har ja. Aadmi hum nay to is shaan ka dekha na suna. Admi hota to us maah ka saaya hota. Jis ka Saaya nahi wo Noor-e-Khuda hai Ba Khuda. Kisi ka buland aisa rutba nahi hai Sar-e-Arsh aisa pohncha nahi hai. 

yeh hujat chalo maan letay hain hum bhi. Magar Mehmaan jo bana ho Arsh per koee aur un sa dikhaana pharay ga. Wo waqt aa gya hai k hum noch daalain. Fareb-e-Sarapa Nagahain tumhari. Ya khud tum ko yeh Ahl-e-Sunnat ka parda ruh-e-Najdiyat say hattana pharay ga. Qasam hai Rasool-e-Khuda kay Khuda ki. Wo subh-e-Seadat qareeb aa rahi hai K jab najdiyon ko meray saath mil kar Risaalat ka naara lagana pharay ga. Najaf tak unhain noor maanain gay najdi. andhairon main saaim bataktain phiray ga. Magar Jab zaroorat phari roshni key usi Noor ko pass lana pharay ga. 

Anbiya dekh k wo Husn jamal-e-Madni. Sab kahain k ajab shan hai Allah ho gani. Us sa hamsar hai na koee gul hai na sarw-e-camani. Qadam is kamt-e-peraana pay aey gul fehraami. Aaj saaqi bigri hoee taqdeer bani, Aaj he hum ko maza day gi Gareeb-ul-watni. Jab kay yeh kehtay hooway uthain gay Awais-e-Qarni Aisa rutba nahi hai.